Aaya Mausam Dosti Ka Lyrics

Posted by & filed under , , , , .


Title: Aaya Mausam Dosti Ka
Singer: Usha Mangeshkar, Shailendra Singh, S P Balasubramaniam, Lata Mangeshkar
Movie / Album: Maine Pyar Kiya (1989)
Actor: Salman Khan, Bhagyashree

tum ladki ho main ladka hoon
tum aayi to sach kehta hoon
aaya mausam dosti ka
ki aaya mausam dosti ka

main ladki hoon tum ladke ho
yoon lagta hai jab milte ho
aaya mausam dosti ka
ki aaya mausam dosti ka

lalala lala
lalala lala
jaane kyon lagta hai meri tumhari pehle se pehchaan hai

jaane kyon lagta hai meri tumhari pehle se pehchaan hai
tum maan itna jo de rahe ho mujhpe ye ehsaan hai
ehsaanon ki baatein chhodo
aao humse naata jodo
aaya mausam dosti ka
ki aaya mausam dosti ka

main ka jaanu ka cheez hove hai pyaar
karajva pe lagi najar ki kataar
main ka jaanu ka cheez hove hai pyaar
karajva pe lagi najar ki kataar
arri deewani na kar naadani(hay daiya)
teri baatein hai(achchha)badi toofani
nahin ye mausam dillagi ka(arre re re re)
nahin ye mausam khudkhushi ka

tara rurururu
hey hey hoho
rishta nahin hai dono ko phir bhi baandhe koi dor hai
rishta nahin hai dono ko phir bhi baandhe koi dor hai
is dosti ko kya naam dein hum ye baat kuchh aur hai
deewanapan keh sakte ho
dil ki dhadkan keh sakte ho
aaya mausam dosti ka
ki aaya mausam dosti ka