Antakshari Lyrics

Posted by & filed under , , , , .


Title: Antakshari
Singer: Shailendra Singh, Usha Mangeshkar, Lata Mangeshkar, S P Balasubramaniam
Movie / Album: Maine Pyar Kiya (1989)
Actor: Salman Khan, Bhagyashree

Aaja aayi bahar dil hai bekarar
o mere rajkumar
tere bin raha na jaye
ja ja ja mujhe na ab yad aa
ja mujhe na ab yad aa
mujhe bhul jane de
ja ja ja mujhe na ab yad aa tu

Tumhari najar kyu khafa ho gayi
khata bakhash do agar khata ho gayi
hamara irada to kuch bhi na tha
tumhari khata khud saja ho gayi

Ek banjara gaye jiwan ke geet sunaye
hum sab jine walo ko jine ki rah bataye
ek banjara gaye

Hal kaisa hai janab ka
kya khyal hai aapka
tum jo machal gaye oho ho ho
yuhi fisal gaye aa aa aa
hal kaisa hai janab ka

Kahat kabira suno bhai sadho
bat kahu mai khari
ke dunia ek numbari to mai das numbari
ke dunia ek numbari to mai das numbari
kahat kabira suno bhai sadho
bat kahu mai khari
ke dunia ek numbari to mai das numbari
ke dunia ek numbari to mai das numbari

ramchandar kah gaye siya se
ramchandar kah gaye siya se
aisa kalyug aayega
kans chugega dana dun ka kauwa roti khayega
ramchandar kah gaye siya se

shama hai suhana suhana
nashe me yaha hai
kisi ko kisi ki khabar kaha hai
har dil me dekho mohabbat jawa hai
ho rama
ham to chale pardesh hum pardeshi ho gaye
ham to chale pardesh hum pardeshi ho gaye
chuta apna desh hum pardeshi ho aye

husn ke lakho rang konsa rang dekhoge
aag hai ye badan konsa ang dekhoge

gore rang pe na itna ghuman kar
gora rang do din me dhal jayega
gore rang pe na itna ghuman kar
gora rang do din me dhal jayega

mai shama hu tu hai parwana
mai shama hu tu hai parwana
mujhse pahle tu jal jayega
gore rang pe na itna ghuman kar

ruk ka ruk ja o janewali ruk ja
mai hu rahi teri manjil ka
najro me teri mai bura sahi
admi bura nahi mai dil ka
ruk ja

jaha bhi jati hu wahi chale aate ho
chori chori mere dil me shamate ho
ye to batao ke tum mere kon ho
ye to batao ke tum mere kon ho

hum to tere aashik hai sadiyo purane
hum to tere aashik hai sadiyo purane
chahe tu mane chahe na mane
chahe tu mane chahe na mane
hum to chale aaye sanam tujhko manane
chahe tu mane chahe na mane

naino me sapna sapno me sajan
sajna pe dil aa gaya
sajna pe dil aa gaya

naino me sapna sapno me sajni
sajni pe dil aa gaya
ke sajni pe dil aa gaya

public hai public babu
ye public hai public sab janti hai
aji andar kya hai aji bahar kya hai
andar kya hai bahar kya hai
ye sab kuch pahchanti hai
public hai public sab janti hai

hotho me aisi bat mai daba ke chali aayi
hotho me aisi bat mai daba ke chali aayi
khul jaye wo bat to duhai hai duhai
ha re ha bat jitne pyar to hai jahar bhi hai
hotho me aisi bat mai daba ke chali aayi
khul jaye wo bat to duhai hai duhai

intha ho gayi intzar ki
aayi na kuch khabar mere yar ki
ye hame hai yaki bewafa wo nahi
fir wajah kya hui intzar ki
kate nahi katte ye din ye rat
kahni hai tumse jo dil ki bat
lo aaj mai kahti hu
i love you i love you i love you
i love you