Kab Tak Uthaye Aur Yeh Gham Intezar Ka, Aaja Chirag Bhuj Raha Hai Tere Pyar Ka Lyrics

Posted by & filed under , , , .

Album name :-Naqab (1955)
Singer :- Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar
Lyricist :-Prem Dhawan
Music :- Govind Ram

kab tak uthaye aur ye gum intzar ka
kab tak uthaye aur ye gum intzar ka
aaja charag bujh raha hai tere pyar ka
kab tak uthaye aur ye gum

tufan gum ke aaye ya hawaye julm ki
tufan gum ke aaye ya hawaye julm ki
fir bhi na bujh sakega ye charag pyar ka
aaja charag bujh raha hai tere pyar ka
kab tak uthaye aur ye gum

aye kash ke dildar jab ho unse mulakat
aye kash ke dildar jab ho unse mulakat
itna to ? dile bekarar ka
aaja charag bujh raha hai tere pyar ka
kab tak uthaye aur ye gum

fariyad karne wale ab fiza ka khof kya
fariyad karne wale ab fiza ka khof kya
dar pe tere aa pahucha hai mausam bahar ka
aaja charag bujh raha hai tere pyar ka
kab tak uthaye aur ye gum

lyrics typed by : hanshu malik