Khuda Ya Khair Lyrics

Posted by & filed under .

Singer: Akriti Kakkar, Monali, Soham Chakrabarthy
Movie / Album: Billu Barber (2009)
Actor: Shahrukh Khan, Lara Dutta

raato raat tara koi chand ya sitara koi
gire to utha lena, o suniyo re
tara chamkila hoga chand sharmila hoga
nath me laga lena
raato raat tara koi chand ya sitara koi
gire to utha lena, o suniyo re
tara chamkila hoga chand sharmila hoga
nath me laga lena

zara si saawari hai wo zara si bawri hai wo
wo surme ki tarah meri aankho me hi rahti hai
subah ke khwab se udai hai palko ke niche chupai hai
mano na mano tum
sote sote khawabo me bhi khawab dikhati hai
mano na mano tum
pari hai wo pari ki kahaniya sunati hai
khudaya khair khudaya khair khudaiya khair
khudaya khair
raato raat tara koi chand ya sitara koi
gire to utha lena, o suniyo re
tara chamkila hoga chand sharmila hoga
nath me laga lena

tu hawa mai zameen tu jahan mai wahi
jab ude mujhe le ke kyu udti nahi
tu ghata mai zami tu kahi mai kahi
kyo kabhi mujhe le ke barasti nahi
zara sa sawara hai wo zara sa bawara hai wo
wo surme ki tarah meri aankho me hi rahta hai
subah ke khwab se udai hai palko ke niche chupai hai
mano na mano tum
sote sote khawabo me bhi khawab dikhati hai
mano na mano tum
pari hai wo pari ki kahaniya sunati hai
khudaya khair khudaya khair khudaiya khair
khudaya khair

jab dant me ungli dabaye ya ungli pe lat liptaye
badal ye nichadta jaye, ho o o
kuch kar ke wo baat ko tale
jab mathe pe wo bal dale
amber ye sukhata jaye, ho o o
wo jab nakhun kutarti hai to chanda ghatne lagta hai
wo pani par kadam rakhe sagar bhi hat jata hai