Mein Ghum Se Rista Jod Ke Jau Kahan Lyrics

Posted by & filed under .

Singer: Rahat Fateh Ali Khan
Movie / Album: Billu Barber (2009)
Actor: Shahrukh Khan, Lara Dutta

kab se usko dhundta hu, bhigi palko se yaha
ab jane wo kaha hai, tha to mera ashiyan

rabba mere mujhko bata, haye di mujhe kyo ye saza
ab sare bandhan tod ke, yado ko tanha chod ke
mai gam se rista jod ke jau kaha

ek chhota sa jaha tha, chand khushiyo se bhara
usko mujhse chin kar hai, mil gaya tujhko bhi kya

ab hai fakat sirf jan, kar dun mai wo bhi ataa
ab sare bandhan tod ke, yado ko tanha chod ke
mai gam se rista jod ke jau kaha
ab sare bandhan tod ke, yado ko tanha chod ke
mai gam se rista jod ke jau kaha

waqt ke kitne nishan hai, zarre zarre me yaha
dosto ke saath ke pal, kuch hasi kuch gumjyda

sab hua ab to fanna, bas raha baki dhua
ab sare bandhan tod ke, yado ko tanha chod ke
mai gam se rista jod ke jau kaha
ab sare bandhan tod ke, yado ko tanha chod ke
mai gam se rista jod ke jau kaha

kab se usko dhondta hoon, bhegi palko se yahan
ab jane woh kahan hai, tha to mera ashiyan
rabba mere mujhko bata, haaye de mujhe kyon yeh saza