Khushiyan Aur Gham Lyrics

Posted by & filed under , , , .


Singer: Anuradha Paudwal, Udit Narayan
Movie : Mann (1999)
Actor: Aamir Khan, Manisha Koirala

khushiya aur ghum sahti hai
phir bhi ye chup rahti hai
ab tak kisi ne na jana
zindagi kya kahti hai
zindagi kya kahti hai

apni kabhi to kabhi ajanabi
aasu kabhi to kabhi hai hasi
dar ya kabhi to kabhi tishnegi lagti hai ye to

khushiya aur ghum sahti hai
phir bhi ye chup rahti hai
ab tak kisi ne na jana
zindagi kya kahti hai
zindagi kya kahti hai

khamoshiyo ki dhimi sada hai
ye zindagi to rab ki dua hai

chud ke kisi ne isko dekha kabhi na
ehsas ki hai khushbhu mehki hawa hai

khushiya aur ghum sahti hai
phir bhi ye chup rahti hai
ab tak kisi ne na jana
zindagi kya kahti hai
zindagi kya kahti hai

mann se kahu tum
mann ki suno tum
mann meet koi mann ka suno tum
kuch bhi kahegi duniya
duniya ki chudo

palko me sajake jhilmil
sapne banu tum

khushiya aur ghum sahti hai
phir bhi ye chup rahti hai
ab tak kisi ne na jana
zindagi kya kahti hai
zindagi kya kahti hai

apni kabhi to kabhi ajnabi
aasu kabhi to kabhi hai hasi
dar ya kabhi to kabhi tishnegi
lagati hai ye to
khushiya aur ghum sahti hai
phir bhi ye chup rahti hai
ab tak kisi ne na jana
zindagi kya kahti hai
zindagi kya kahti hai