Kushiyaan Aur Gam Sahati Hai Lyrics

Posted by & filed under , , , .


Singer: Anuradha Paudwal, Udit Narayan
Movie : Mann (1999)
Actor: Manisha Koirala, Anil Kapoor, Aamir Khan

khushiya aur gam sahati hai
phir bhi ye chup rahti hai
ab tak kisi ne na jana
zindagi kya kahti hai
zindagi kya kahti hai

khushiya aur gam sahati hai
phir bhi ye chup rahti hai
ab tak kisi ne na jana
zindagi kya kahti hai
zindagi kya kahti hai

apni kabhi to kabhi ajanabi
aasu kabhi to kabhi hai hasi
dar ya kabhi to kabhi tishnegi lagti hai ye to

khushiya aur gam sahati hai
phir bhi ye chup rahti hai
ab tak kisi ne na jana
zindagi kya kahti hai

khamoshiyo ki dhimi sada hai
ye zindagi to rab ki dua hai

chu ke kisi ne isko dekha kabhi na
ehsas ki hai khushbhu mehki hawa hai

khushiya aur gam sahati hai
phir bhi ye chup rahti hai
ab tak kisi ne na jana
zindagi kya kahti hai

mann se kaho tum
mann ki suno tum
mann meet koi mann ka chno tum
kuch bhi kahegi duniya
duniya ki chodo
palko me sajake jhilmil
sapne buno tum

khushiya aur gam sahati hai
phir bhi ye chup rahti hai
ab tak kisi ne na jana
zindagi kya kahti hai

apni kabhi to kabhi ajnabi
aasu kabhi to kabhi hai hasi
dar ya kabhi to kabhi tishnegi lagati hai ye to

khushiya aur gam sahati hai
phir bhi ye chup rahti hai
ab tak kisi ne na jana
zindagi kya kahti hai
zindagi kya kahti hai