Pukarta chala hoon mein
Gali gali bahaar ki
Bas ek chaav zulf ki
Bas ek nigah pyar ki
Pukarta chala hoon mein
Gali gali bahar ki
Bas ek chaav zulf ki
Bas ek nigah pyar ki
Pukarta chala hoon mein
Yeh dil lagi yeh shokiyan salaam ki
Yehi to baat ho rahin hain kaam ki
Koi to mud ke dekh lega is taraf
Koi nazar to hogi mere naam ki
Pukarta chala hoon mein
Gali gali bahar ki
Bas ek chaav zulf ki
Bas ek nigah pyar ki
Pukarta chala hoon mein
Suni meri sada to kis yakeen se
Ghata utar ke aagayi zameen pe
Rahin yehi lagan to ae di-e-jawaan
Asar bhi ho rahega ek haseen pe
Pukarta chala hoon mein
Gali gali bahar ki
Bas ek chaav zulf ki
Bas ek nigah pyar ki
Pukarta chala hoon mein