Tujhe Dekha Toh Yeh Jana Sanam Lyrics

Posted by & filed under , , , .


Singer: Lata Mangeshkar, Kumar Sanu
Movie / Album: Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995)
Actor: Shahrukh Khan, Kajol

tujhe dekha to ye jana sanam
pyar hota hai deewana sanam
tujhe dekha to ye jana sanam

tujhe dekha to ye jana sanam
pyar hota hai deewana sanam
tujhe dekha to ye jana sanam
pyar hota hai deewana sanam
ab yaha se kaha jaye ham
teri baaho me mar jaye ham

tujhe dekha to ye jana sanam
pyar hota hai deewana sanam
ab yaha se kaha jaye ham
teri baaho me mar jaye ham
tujhe dekha to ye jana sanam

aankhe meri sapne tere
dil mera yaade teri
o mera hai kya
sab kuchh tera
jaa teri saanse teri
meri aankho me aasu
tere aa gaye
muskurane lage sare gam
tujhe dekha to ye jana sanam
pyar hota hai deewana sanam
ab yaha se kaha jaye ham
teri baaho me mar jaye ham
tujhe dekha to ye jana sanam

ye dil kahi lagta nahi
kya kahu main kya karu
ha tu samne baithi rahe
main tujhe dekha karu
tune aawaj di
dekh main aa gayi
pyar se hai badi kya kasam

tujhe dekha to ye jana sanam
pyar hota hai deewana sanam
tujhe dekha to ye jana sanam
pyar hota hai deewana sanam
ab yaha se kaha jaye ham
teri baaho me mar jaye ham
teri baaho me mar jaye ham