Zaraa Saa Jhum Lun Main Lyrics

Posted by & filed under , , , .


Singer: Abhijeet, Asha Bhosle
Movie / Album: Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995)
Actor: Shahrukh Khan, Kajol

zara sa jhum lu main
are na re na re na
zara sa ghum lu main
are na re na re na
aa tujhe chum lu main
are na re baba na
main chali banke hawa
rabba mere mainu bacha

zara sa jhum lu main
are na re na re na
zara sa ghum lu main
are na re na re na
aa tujhe chum lu main
are na re baba na
main chali banke hawa
rabba mere mainu bacha

mausam bhi beiman
masti ka ye sama
roko o logo zami pe
girne laga aasma
thumak thumak ke jhulungi
main udke gagan ko chhulungi
main chali ban ke hawa
rabba mere mainu bacha

zara sa jhum lu main
are na re na re na
zara sa ghum lu main
are na re na re na
aa tujhe chum lu main
are na re baba na

thandi thandi pavan
jalta hai ye badan
ji chahta hai bana lu
tujhako apna sajan
huwa nahi ye pehle kabhi
meri chal badal gayi abhi abhi
main chali banke hawa
rabba mere mainu bacha

zara sa jhum lu main
are na re na re na
zara sa ghum lu main
are na re na re na
aa tujhe chum lu main
are na re baba na

jati hai tu kaha
jaaneman jaaneja
ladki hai tu khubsurat
ladka main naujawa
tujhe gale laga lu aa
palko me bitha lu aa
ho gaya mujhe nasha
rabba mere mainu bacha

zara sa jhum lu main
na re na re na
zara sa ghum lu main
are na re na re na
aa tujhe chum lu main
na re baba na
ho gaya mujhe nasha
rabba mere mainu bacha